in memory of happier times....
perhaps this will cheer me up today...and you, all those who read...
tum
aur main
एक पल में सदियों
के इंतज़ार का मुक्कम्मल होना ,
गुलों का सुर्ख, दिल का शादाब होना,
अब हर लम्हा खुश, हर सांस बहकी ,
रूह को मसर्रत , दिलों को आराम होना .
देख तुम्हे रूबरू दिल
का बेईमान होना,
हज़ारों ख्वाइशों
का फिर फिर जवान होना,
अब कैसा सब्र, किस बात की फिक्र,
होने भी दो वो ,जिस का है लाज़िम होना .
आसान है इश्क़ में हस्ती
का बेमानी होना ,
जैसे समुन्दर में किसी
दरिया का गर्क होना,
अब कहाँ तक तुम हो और
कहाँ तक मैं ,
कोई तुमको पुकारे तो
मेरा मुखातिब होना .
आखिर कुदरती है हर गुल
का बदरंग होना,
हर बहार का खिज्र से
मुक़ाबिल होना,
अब रंज कैसा, किस बात का गम,
ज़ाहिर हैख़ाक से फिर
कायनात का कायम होना .
लाज़िम है फिर हर
मुश्किल का आसान होना,
गर आता हो तुझे इश्क़
में फ़ना होना ,
अब किस बात का खौफ, किस बात की दहशत,
मौत भी आये तो है जीस्त
का आसान होना .
~ विन्नी १७/५/१४
Tum aur main
ek pal main sadiyon ke intezzar ka mukammal hona
Gulon ka surkh, dil ka shadaaab hona,
Ab har lamha khush, har saans behki,
Rooh ko massarat, Dillon ko aaraaam hona...
ek pal main sadiyon ke intezzar ka mukammal hona
Gulon ka surkh, dil ka shadaaab hona,
Ab har lamha khush, har saans behki,
Rooh ko massarat, Dillon ko aaraaam hona...
Dekh tumhe rubaru, dil ka beimaan hona
Hazaron khwaish on ka phir phir jawan hona
Ab kaisa sabr kis baat ki fiqr,
Hone Bhi do wo , jis ka hai lazim hona
Hazaron khwaish on ka phir phir jawan hona
Ab kaisa sabr kis baat ki fiqr,
Hone Bhi do wo , jis ka hai lazim hona
Aasa'n hai Ishq main hasti ka bemani hona
Jaise samunder main kisi dariya ka gark hona
Ab kahan tak tum ho aur kahan tak main,
Koi tum ko pukare to mera mukhatib hona...
Jaise samunder main kisi dariya ka gark hona
Ab kahan tak tum ho aur kahan tak main,
Koi tum ko pukare to mera mukhatib hona...
Aakhir kudrati hai har Gul ka badrang hona
Har bahaar ka khijr se muqabil hona
Ab ranj kaisa , kis baat ka gum
Zahir hai khak se phir kayanat ka kayam hona....
Har bahaar ka khijr se muqabil hona
Ab ranj kaisa , kis baat ka gum
Zahir hai khak se phir kayanat ka kayam hona....
Lazim hai phir har mushkil ka aasa'n hona
Gar aata ho tujhe ishq main fana hona
Ab kis baat ka khauf, kis sheh ki dehshat
Maut Bhi aaye to hai jeest ka aasa'n hona ...
~vinny
Gar aata ho tujhe ishq main fana hona
Ab kis baat ka khauf, kis sheh ki dehshat
Maut Bhi aaye to hai jeest ka aasa'n hona ...
~vinny
(c)
17/5/14
Nice one :) I guess u must publish ur collection
ReplyDeleteThank you for stoping by to read :) delighted that you like my writing :)
DeleteLa jawab..Har swas ke pukar..
ReplyDeleteshukriya sahib!
Deleteshukriya sahib!
Delete