(picture credits vimal paintings and photography and sketches)
तुम और मैं ( जुदाई )
मैं
यकीन करती रही
पानीयों में कितने भी तूफ़ान क्यों न आएं
साहिलों तक पहूँच ही जायेंगे
लहरों की दीवानगी से ड़रती रही
यही मुक़म्मल जहां है मेरा
मेहफ़ूज़ ये नाव, मेहफ़ूज़ उस घर की दीवारें
बहार आती हो जिस आँगन
मीठी गुनगुनी धूप की मानिंद,
लेकिन,
तुम,
लहर लहर नाव ले जाना चाहते हो शायद,
बड़े से ज़हाज़ में भी, घुटन होती होगी,
मेहफ़ूज़ साहिलों से दूर
हवाओं में बिखरीं कहानियों मेँ अनोखी राहें खोजते
हवाओं में बिखरीं कहानियों मेँ अनोखी राहें खोजते
ज़ुल्फ़ में मोतियों सी टकी गीली खारी बूँदें
गहरे पानीयों को नापने का शौक़
जायज़ है ये भी ...
हम दोस्त तो है लेकिन,
मंज़िलें जुदा हैं, साहिल जुदा
सपने जुदा राहें जुदा
अपने अपने सफर में अब,
जुदा हैं, हम, तुम भी ....
~ विन्नी
२९/९/१४.
Main
yakeen karti rahi,
yakeen karti rahi,
paaniyon
main kitne Bhi toofan kyon na aayen
sahilon tak pahunch hee jayenge
sahilon tak pahunch hee jayenge
Lehron ki diwangi se darti Rahi
yahee
mukammal jahan hai mera
mehfooz ye naav,
mehfooz us ghar ki diwaareen
bahaar aati ho jis aangan,
meethi gungunee dhoop
ki manind…
lekin,
Tum
Leher leher naav le jaana chahte ho Shayad
Bade se jahaz main Bhi ghutan hoti hogi
Mehfooz sahilon se door
hawaon mein bikhree khaniyon mein anokhee raheyen khojte
Tum
Leher leher naav le jaana chahte ho Shayad
Bade se jahaz main Bhi ghutan hoti hogi
Mehfooz sahilon se door
hawaon mein bikhree khaniyon mein anokhee raheyen khojte
zulf main motiyon see taki’n geeli khari
boonden..
gehre paniyon ko naapne ka shauq,
Zayez hai ye Bhi
Zayez hai ye Bhi
hum dost to hain, lekin
manzilen
juda hain , sahil juda,
sapne juda, Raahen juda,
Apne apne safar main ab
Juda hain tum aur hum Bhi ...
-Vinny
29/9/14
sapne juda, Raahen juda,
Apne apne safar main ab
Juda hain tum aur hum Bhi ...
-Vinny
29/9/14