Today at 5:01 PM
तुम हो
और फिर, यूं
ही अचानक,
तुम्हारी
आवाज़ सुनायी देतीहै फिर,
जैसे मेरी
ही आस कीकोई रोशन किरन,
ढूंढ लाई हो
तुम्हें,
फिर फिर,
तुम, कहते हो,
तुम हो,
मैं,
हैरान तो
हूँ, पर शायद नहीं भी,
हाँ, तुम हो,तुम ही तो हो,
मेरी हर
खलिश, हर महरूमी में,
तुम ही तो
हो,
अधूरे ख्वाबों की बिखरी कतरनों में,
तुम ही तो
हो,
हर उस लकीर
में, जो उम्र की परवाज़ ने
चेहरे पर
खींच दी है,
तुम्ही तो
हो,
तुम तो न
होने में भी,
ज़ाहिर रहे
हो हमेशा
लेकिन,मैं,
अब हो कर भी,
बाकी
नहीं हूँ शायद...
~ विन्नी
६/३/१५.
Tum ho
Aur phir yoon hee acanak
Tumhari awwaz sunayee deti hai phir
Jaise meri hee aas ki koi roshan kira
Dhoond layee ho tumhen
Phir phir
Tum, kehte ho Tum ho
Main,Hairaan to hoon, par shayad nahin bhi,
Haan, Tum ho, Tum hee to ho,
Meri har khalish, har mehroomi, main
Tum hee to ho,
Adhure khawaabon ki bikhree katraron mein
Tum hee to ho
Har us lakeer main Jo umr ki parwaaz ne
Chehre par kheench dee hain,
Tum hee to ho
Tum to na hone main bhi
Zaheer rahe ho hamesha
Lekin main, ab ho kar bhi
Baki nahin hoon shayad..
Vinny
6/3/15
No comments:
Post a Comment